Friday, 20 April 2012

Mehfil


Teri mehfil main husn vlon ki kami ni hain


pr hmari bi khubiyan husn vlon se chupi huyi hain


sehmi si aahen tmhari


lekin sehmi si aahen tmhari palkon pr humne
padi huyi hain


kyunki tmhare dil ki dhadkan humse hi 
to judi huyi hain

By: Saurabh Bhatia

Thursday, 15 March 2012

GHERIYAAN


GHARIYAAN
man main ek tees si uthti hain
ki kyn kbhi kbhi yeh duniya humko ni smjhti hain

aur tb apna waqood bi khokla sa lgta hain
pta ni kyn sb ajeeb sa hota hain
tb aakash bi taaron ke bina hi acha lagta hain

hawaiyen bi toofan bnkr phr hume darati hain
aur ek choti si thokar bi puri tarah ghira jyati hain

akelepan main khud ko dhaklene ka jee chahtha hain
tb roshni main bi ajeeb sa andhera nazar ata hain

phr apne zazbaat hi rah rah kr satate hain
aur ek dur si aati awaaz dil ko sukoon sa payunchte hain

dil bi bechara khud b khud hi sahm jayata hain
tb kisi ka sahara lene ka jee chahtha hain...

pta ni sbh se phr raat kaise hoti hain
pr phr bi man main ek tees se uthti hain.....:(

BY : SAURABH  BHATIA 

Monday, 13 February 2012

VALENTINE MSG...


DIS ONE IS FOR MY VALENTINE
WHERE EVER SHE IS...

HERE IS MY HEART IT IS YOURS
SO TAKE IT JLDI JLDI
BCOZ I CAN'T HANDLE IT ANYMORE
BT TREAT IT GENTLY...

PLZ DO NOT BREAK IT..:(
ITZ FULL OF LOVE THATS GUD N TRUE..<3

SO PLZ KEEP IT ALWAYS CLOSE TO U ...<3



N FOR OTHER GUYS N GLS....
ITZ AN ANNOUNCEMENT TO MAKE....

PLZ SWITCH OFF UR MACHINES...
AS THE WRITER OF THIS MSG
IS A DAM HOT PERSONALITY....::)

WISH ALL OF U A VERY HAPPY VALENTINE DAY.....

JUST XPERIENCED THE MAGIC OF LOVE...:)......

Wednesday, 25 January 2012

KEHNA TO CHAHTHA HUN....


KEHNA TO CHAHTHA HUN…..


Kehna to chahta hun , pr kya kahun
ki tumse pyaar krta hun,
har waqt ,har lamha, har pal tumhara intezar krta hun,   
har raat taaron se apni chahat ka izhaar krta hun,

Kehna to chahta hun , pr kya kahun
ki  tumse  pyaar krta hun,
har saans main tumhe  mehsus  krne  ki chahat  krta  hun
har dil ke kone main tumhe basa kr tumhe pane ka  ehesas  krta hun

Kehna to chahta hun , pr kya kahun
ki tumse pyaar krta hun
har zarre se tmhari khushi ki ghuzarish krta hun
har waqt tmhare khaylon main dhoba rehta hun

Kehna to chahta hun , pr kya kahun
ki tumse pyaar krta hun
har roz tmhari zulfon se khelna chahta hun,
apni ruh se tmhari ruh ko chuna chahta hun,

Kehna to chahta hun , pr kya kahun
ki tumse pyaar krta hun
har din tmhare dil ki ghariyon main doobne ki tamanna krta hun
apne jism ki har ek hararrat main tumhe pana chahta hun

Kehna to chahta hun , pr kya kahun
ki tumse pyaar krta hun
har saal , har janam , har din tumhare sth betana chahta hun
sach kahoon to tumhe hi bs ,tumhe hi main apna bnana chahtha hun

Kehna to chahta hun , pr kya kahun
ki tumse pyaar krta hun
har roz yhi kehna ki himmat krta hun
apne dil ke halaton ko ahesaason main badlne ki chahtha  krta hun

Kehna to chahta hun , pr kya kahun
ki tumse pyaar krta hun
pr tumhe dekh kr sb bhool jyata hun
aur tmhari aaghosh main bs yun hi koh jyata hun

pr sach kahoon to tmhari ankhoon main khud ko dekhna chahtha hun
Tum khud kyn ni smjh jyati ki
main kya kehna chahtha hun

Main sirf tumhe puri kayinaath se door leja kr pyaar krna chahtha hun
aur apni zindagi tmhe bnana chahtha hun...................

Kehna to chahta hun , pr kya kahun
ki tumse pyaar krta hun...........


                                                                              BY: SAURABH BHATIA